Blog ki traffic ghatane ka sabse bada karan kya. - Hindi 2 Help - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me !

Breaking

Back to Top

Monday 26 February 2018

Blog ki traffic ghatane ka sabse bada karan kya.

Namaskar dosto Mera naam Amit hai . Jaisa ki aapne mera bahut sath de rahe hai uske liye aapko bahut bahut dhanyawad.
Jaisa ki har new blogger se galti ho jati hai. par aaj is post kar jo galti karenge to koi faida nahi ho payega. apke blog ki traffic loss hoti jayegi.
Aaj hum blog ki Traffic ghatane ka sabse bada karne batane ja raha hu agar is post ko ache se padhenge to ummed karta hu aap ke balog ki traffic nahi ghatage.

Image result for Blog & Website Owner Ye Galti Kabhi Na Kare | Big Mistakes 2017
Hum sab jante hai blogger pe kam karna bahut hi aasan hai par kuch aisi hum sab mistakes kar dete hai. jab hum koi new article post karte hai apne blog par SEO friendly bana kar par kuch galtiya ho jati hai  jiski ojah se apne blog ki traffic ghatne lagta hai. jiske ojah se search engine or visitor ignor kar deta hai or hamara post search result me kam aane lagta hai jiski ojah se visitor bhi kam ho jate hai.

Aaj hum sahi tips dene wale hai aap ise follow karte hai to mera dawa hai apke blog par traffic jarur aana start ho jayega.

Blog Ka Traffic Ghatane Ka Sabse Bada Karna Kya Hai Jane


1. Blog Ka Title OR URL Bar Bar Cheng Krna


Har koi jab new post create karta hai or us par kuch din kam karta hai upar new post karta phir uske man me ye khayal aata hai ki mere blog par traffic kam aa rahi hai sayed blog url title sahi nahi hai ise cheng kar de to. Aisa karne se aap ke blog ki traffic ghatne lagta hai. Mera aisa kehne ka matlab hai aap jo ek bar likh diye use bar bar chenge na kare .

2. Sitemaps Missing

Bahut new blogger user aise bhi hai jo acche se sitemaps add nahi karte hai. Agar google search consol me add bhi karte hai to blog ke sitemaps ko search consol me add nahi karte hai. sitemaps blog ko search engine me lane me kafi madad karta hai. isme hamari sari post image url sab index karta rahta hai agar sitemaps ache se add kiya ho to search me lata hai.

3. Template Customizing

Jayadatar hum sab agar blog par kam karte hai to free hi template use karte hai. Agar hum jis ka bhi template use karte hai uski coding me kahi na kahi uski site ka url hota hai. or humare visiter blog par aate hai phir link par click karte hai to uske site par chale jate hai jiski ojah se humre visitor kam hote jate hai.

Acha ye rahega jab bhi aap koi template free wali upload kare to use ache se customize kar le or check kar kisi or ka lin to nahi hai apke blog me.

3. Template Changing


Humane bahut se new blogger ko dekha hai jitna post nahi karte hai use jada template cheng karte rahte hai. Aur kisi blog par jate hai to puchte rehte hai bhai ye template name kya. or phir mil jata hai to cheng karte hai jiski ojah se sari setting time loss hota raha tha hai.

Aur comment karte hai meri site banaye jade din hogaye hai par traffic badh nahi rahi hai sir mai kya karu.

Mai batana chahunga jab aap sitemaps meta tag verification kar dete hai hai or template cheng karte hai to kahan se traffic aayegi blog par.

Traffic Badhane ka Acha tips ye hai ki jab apke blog par kuch post kar de to koi simple template choose kare or use puri tarah seo setting kare aap ki site par traffic aane lagegi

4. Template Design 


Maine bahut se blogger user ko dekha hai ek jaisa template use karte hai.mera aisa manna hai ki aap apne blog ke liye kuch alag template use karo jise visitor ko lage ki ye blog acha design hai or  sabse alag hai ise visitor par acha effect padega.

5. Copyright Content


Blog ki traffic ghatane ka sabse bar karan ye bhi hai ki aap kahi or kisi ka copyright content use karna.

Maine bahut se blog par dekha hai content same ek jaise hoti hai jiski ojah se jo copyright content use kiya hai uski Blog ki value kam ho jati hai. or uska site search engine me kam aata hai.

So aap apna content khud likh kahi se copyright na kare aap ki site ka value milega or traffic bhi badh jayega.


Umeed hai aaj ka mera tutorial acha laga hoga. aap aise hi tips pane ke liye mujhe subscribe kare

Agar aap chahe  to mere post ko like share kar sakte hai neeche diye gaye social link ke jariye.

Agar aapke pass koi question hai to aap comment kar ke puch sakte hai apko jaldi sujhao diya jayega.

No comments:

Post a Comment